Wednesday, 27 December 2017

Dard ly kar bhi yad karty hai

urdu shayari
"Hum to dard ly kar bhi yaad karty hai,
.
Aur log dard dy kar bhi bhool jaty hain.."

Tum py marty marty

poetry
"Maire mout bhi kya mout hoge,
.
Yonhi mar jaunga aik din,
.
Tum py marty marty�"

Sab Dukh dard

shayari
"Hum ny socha thaa kai batayaingy sab dukh dard tum ko,
.
.
Par Tum ny to itna bhi na pocha kai Khamosh kyun ho"

Maire Dua ho Tum

Shayari
"Main sochun to,
.
Maira khyaal ho tum,
.
Main mangun to,
.
Maire Dua ho tum�"

Taira hai to kaha hai?

urdu poetry pics
"Kamal ka Tana deya aaj dil ny,
.
Agar koi taira hai to kaha hai?"

Log Deewanai hai Banawat kai

urdu sad shayari
"Log deewanai hai banawat kai,
.
.
Hum kaha jayai saadgi lai kar"

Na neend hai aankho mai

urdu sad poetry
"Na neend hai aankho mai na hi hasrat,
.
.
Kitna sada sa raih gaya hun mai tairy baghair"

Soch kar Muhabbat ki

pictures poetry
"Hum ny to khud sy inteqaat leya,
.
.
Tum ny kya soch kar Muhabbat ki?"

Jaan baqi hai

poetry wallpapers
"yai tum sy kaha kis ny kai bazi haar baithy hum,
.
.
Muhabbat mai lutanai ko abhi to Jaan baqi hai"

Kamzoor nahe

pictures shayari
"Itnai bhi kamzoor nahe,
.
Dohra kar taire baato kabhi hans lyngy,
.
Kabhi ro lyngy"

Dil mai raih kar

shayari wallpapers
"Dil mai raih kar bhi Dil dukhaty ho,
.
.
Apna maqaam daikho aur apnai kam daikho"

Maire Zindagi

Urdu Pictures shayari
"Maire Zindagi ki kitaab mai har khwaab tumhara thaa,
.
Kahani to maire hi thee par Qalam tumhara thaa,
.
Maire zindagi kai afsaanai mai to log bohut sy thy,
.
Par mujh ko jis sy chaht thee wo naam tumhara thaa"

Hum ny kaha bhi thaa mat chaho

Jawad Saqib

"Hum ny kaha bhi thaa mat chaho osy paglo ki tarah,
.
.
Wo maghror ho jayai ga taire Muhabbat ki inteha daikh kar"
© Poetry Love Poem | Blogger Template by Enny Law